Namaz se pehle Takbeer padhne ka tareeqa ya Iqamah ko phadhne pe ek mukhtasir wazahat ke sath pesh hai: Iqamah padhne ka Tareeqa: Iqamah ke Alfaz: Iqamah ke alfaz yeh hain: - Allahu Akbar, Allahu Akbar - Ash-hadu An la ilaha Illallah - Ash-hadu Anna Muhammadar Rasoolullah - Hayya Alas-Salaah - HayyaRead more
Namaz se pehle Takbeer padhne ka tareeqa ya Iqamah ko phadhne pe ek mukhtasir wazahat ke sath pesh hai:
Iqamah padhne ka Tareeqa:
Iqamah ke Alfaz: Iqamah ke alfaz yeh hain:
– Allahu Akbar, Allahu Akbar
– Ash-hadu An la ilaha Illallah
– Ash-hadu Anna Muhammadar Rasoolullah
– Hayya Alas-Salaah
– Hayya Alal-Falah
– Qad Qaa-matis-Salaah (do martaba)
– Allahu Akbar, Allahu Akbar
– La Ilaha Illallah
Iqamah parhne wala:
– Aam tor par moazzin azan ke baad Iqamah bhi padhta hai.
– Imam bhi Iqamah parh sakta hai.
– Agar moazzin ya Imam majood na ho to kisi bhi namazi ko Iqamah parhne ki ijazat di ja sakti hai, magar yeh ijazat Imam ya moazzin se milni chahiye.
See less
To perform a wazifa for marriage in Islam, start by cleaning yourself with wudu. Choose a good time, like after Namaz or in the early morning. Recite Surah Al-Fatiha eleven times and Surah Al-Ikhlas eleven times. After that, pray to Allah to help you have a good marriage proposal. Repeat this WazifaRead more
To perform a wazifa for marriage in Islam, start by cleaning yourself with wudu. Choose a good time, like after Namaz or in the early morning. Recite Surah Al-Fatiha eleven times and Surah Al-Ikhlas eleven times. After that, pray to Allah to help you have a good marriage proposal. Repeat this Wazifa regularly with a sincere heart. For another more effective Wazifa read: How to perform Wazifa for marriage in Islam?
See less